Legendary folk music singer and songwriter Bridge Music reveals new a new influential rail coined “Maa Ke Samaan” to its performance. “Maa Ke Samaan” is a great song that totally deserves a place on your song list if you are a partner & proponent of doctrinal teachings tracks.
Lyrics: Bridge Music – Maa Ke Samaan
Garbh Ke Samay Se Paala Hai,
Banaya Mujhko Apne Roop Mein,
Daali Tune Apni Rooh Hai,
Bhar Diya Apne Noor Se. (2)
Maa Ke Samaan Tu Hai ,
Maa Ki Tarah Tu Khayal
Rakhata Hai Maa Ke Samaan Tu Hai ,
Maa Se Bhi Zyaada Pyaar Karta Hai
Sookun Hai, Teri Godi Mein
Baahon Mein Tere, Hifaazat Hai
Poche Saare Aansu Mere
Darr Saare Ghum Ho Gaye
Maa Ke Samaan Tu Hai ,
Maa Ki Tarah Tu Khayal
Rakhata Hai Maa Ke Samaan Tu Hai ,
Maa Se Bhi Zyaada Pyaar Karta Hai (2)
Tune Pyaar Kiya Hai Mujhse
Jaan Se Bhi Zyaada, Jaan Se
Bhi Parva Ki Mai Meri
Chhoti Se Chhoti Baaton Ki (3)
Haathon Mein Uthakar Tu Ghume
Palkon Pe Mujhe Bithaya Hai
Pankhon Mein Chipaya Hai Mujko
Gehra Tera Mera Naata Hai
Maa Ke Samaan Tu Hai ,
Maa Ki Tarah Tu Khayal
Rakhata Hai Maa Ke Samaan Tu Hai ,
Maa Se Bhi Zyaada Pyaar Karta Hai (2)